Shayari on Monsoon, Sawan and Barish


ye barsaat aj mujhse kuch kah gayi, aaj fir meri baho me uski kami rah gayi. ek pal ke liye use chhua maine, aur aj fir uski yaad baarsih mein pani ki tarah bah gayi Rimjhim Sawan Shayari  Image - 2





Aaj halki halki baarish hai, Aaj sard hawa ka raqs bhi hai, Aaj phool bhi nikhre nikhre hain, Aaj un main tumhara aks bhi hai,
Rimjhim Sawan Shayari  Image - 3





Aaj bhigi hai palke kisi ki yaad mein, Aakash bhi simat gaya hai apne aap mein, Oas ki boonde aisi giri hai jameen per, Maano chand bhi roya ho uski yaad mein.
Rimjhim Sawan Shayari  Image - 4





Rimjhim Sawan Shayari  Image - 5






Sponsored Links