Zindagi Shayari

Zindagi ne mere marz ka kuchh aisa ilaaz bataya, waqt ko dawa kaha aur khwahishon se parhez sunaya...

Zindagi ek Shayari hai  Image - 1





Had-e-Shahar se nikali to gaon-gaon chali, kuchh yaadein mere sang paon-paon chali. Safar jo dhoop ka kiya to tazurba hua, vo zindagi hi kya ko chhaon-chhaon chali.
Zindagi ek Shayari hai  Image - 2





Chand umre ki zindagi hawa si be-lagam guzari, kisi mod par zashn kanhi ye intekaam guzari
Zindagi ko jeene ki fursat hi yaha kab mili, kaise jeena hai seekhane me, umre ye tamam guzari
Zindagi ek Shayari hai  Image - 3






Sponsored Links