Bachpan Shayari

Kagaj ki kashti thi paani ka kinara tha, khelane ki masti thi ye dil bhi awara tha. Kaha aa gaye hum is samajhdari ke daldal me , vo bachpan bhi kitna pyara tha...

Bachpan Shayari  Image - 1





Rimjhim to hai magar sawan gayab hai, bachche to hai magar bachpan gayab hai. Kya ho gai hai taseer zamane ki apne to hai magar apnapan gayab hai
Bachpan Shayari  Image - 2





Kaash mai laut aaun, bachpan ki un hansi wadiyon me ae zindagi, jab na to koi jarurat thi aur na hi koi jaruri tha.
Bachpan Shayari  Image - 3






Sponsored Links