Bewafa Shayari

Na khuda uska tha, na zamana uska . Tum hi bewafa ho, bas yahi tha bahana uska. Zara hum unse ek pal ko ruthe kya gaye, chal diye muh pher ke, kya yahi tha manana uska.

Bewafa Shayari  Image - 1





Jate-jate usne palatkar itna hi kaha mujh se meri bewafai se hi mar jaoge ya maar ke jaun?
Bewafa Shayari  Image - 2





Dil ke dariya me dhadkan ki kashti hai, khwabon ki dunia me yaadon ki basti hai. Muhobbat ke bazar me hai chahat ka souda, wafa ki keemat se to bewafai sasti hai.
Bewafa Shayari  Image - 3






Sponsored Links